A beautiful Turkish style janamaz with a classic floral mehrab. Off-white base par navy / green me poora floral mehrab design bana hua hai, beech me bade phoolon ki bel aur upar mehrab par chote Turkish butti wale phool. Charo taraf simple Turkish border hai. Soft Turkish velvet me bana hai, thick aur naram hai, namaz me sukoon deta hai aur floor par fisalta nahi hai. Beige fringes ke saath finished hai.
______________________________________
Ek khoobsurat Turkish style janamaz jisme classic floral mehrab design hai. Off-white base par navy / green me poora floral mehrab design bana hua hai, beech me bade phoolon ki bel aur upar mehrab par chote Turkish butti wale phool. Charo taraf simple Turkish border hai. Soft Turkish velvet me bana hai, thick aur naram hai, namaz me sukoon deta hai aur floor par fisalta nahi hai. Beige fringes ke saath finished hai.